Hindi Shayari SMS
Humari baAton se ittefaq karoge kyon nahin
Main jo andheron me khara hun ik roushni liye
Ek ummid hai qayam abtak mujhme JAAN
main aasmaan bichhaunga tumhari zameen ke liye.
Category : Hindi Shayari SMS
Gam woh cheez hai
Gam woh cheez hai
Gam woh cheez hai
Jisse kagaz chipkaye jaate hain.
Category : Hindi Shayari SMS
Pyar ko chod kar tum koi aur baatkaro
Ab mujhe pyar ki har baat se dar lagta hai
Meri khatir na woh badnam kahin ho jaye
Esliye unki har mulaqat se dar lagta hai
Category : Hindi Shayari SMS
Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the,
yaad unhe din rat kiya karte the,
ab un raho se guzra nahi jata,
jaha baith kar unka intezaar kiya karte the.!
Category : Hindi Shayari SMS
Khuda hamari tarah tumhe tanhaayi na de,
Hum jee lenge tanha, par tumhe Judai na de,
hamari nigahon mein basi rahe apki soorat,
Aapko bhale hi hum dikhayi na de
Category : Hindi Shayari SMS
Har dil ka ek raaz hota hai,Har baat ka ek andaz hota hai,Jab tak na lage bewafai ki thokar,Har kisiko apni pasand par naaz hota hai
Category : Hindi Shayari SMS
Sapna Kabhi sakar nahi hota mohabbat ka koi aakar nahi hota
sub kuch hojata hai is dunya mein magar
dubara kisi se sacha pyaar nahi hota…..
Category : Hindi Shayari SMS
Dil ne socha khat likhu, mili na shayari pyar wali. Phir socha likhu phool se, mili na dali gulab wali. Isliye sms bhej rahi hu taki toote na dosti pyar wali.
Category : Hindi Shayari SMS