Diwali SMS
Diwali SMS
Diwali Parva hai Khushio ka,
Ujalo ka, Laxmi ka.... Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho...
Happy Diwali
Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj, Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye.
Aai aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiya laayi,
Dhoom machao, mauz manao, aap sabhi ko Diwali ki badhai.
Happy Diwali
es diwali pe humari dua hai ki apka har sapnna pura ho,
duniya ke unche mukam apke ho,
shoharat ki bulandiyon par naam apka ho!
Wish u a very Happy Diwali!
Khushian ho overflow,masti kabhi na ho low,dosti ka surur chaya rahe,dhan aur shorat ki ho bauchar, aisa aaye aapke liye DIWALI KA TYOHAR
Sri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen, Dukhon ka naas karen. Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare. Roshni ke diye aapki jingagi me khusiya layen. Happy deepawali
0 days
312 hours
18720 mins..
1123200 seconds...
are left.... I think i am the first person to
wish U HAPPY DIWALI....